30/06/2026
🙏 हृदय से धन्यवाद 🙏
Chotu Foundation ki Food Distribution Drive ko safal banane ke liye hum dil se dhanyawad dete hain:
*Deepika Singh, Rajan Singh, Awneesh Singh, Nazo, Dr. Aiman Khan, Ekta Agarwal, Shreyansh Rai, Yash Rajpoot* aur un sabhi members ko jinke naam hum yahan mention nahi kar paaye.
Aap sabke sahyog, vishwas aur seva bhav ki wajah se hi yeh drive safal ho paayi aur zaruratmand logon tak bhojan pahunch saka.
Humein poori aasha hai ki aane wali drives mein bhi aapka isi tarah pyaar aur sahyog milta rahega.
Dhanyawad! ❤️
Team Chotu Foundation