19/05/2026
Allah Ne Hum Par Do Bare Ehsan Kon Se Kiye? 🤔 | Molana Tariq Jameel New Bayan
Assalam-o-Alaikum Dosto!
Aaj ki is video me Maulana Tariq Jameel sahab ne bohat hi khoobsurat andaz me Allah Ta'ala ke un do azeem ehsanat ka zikr kiya hai jo Us ne ummat-e-Muhammadiyah par kiye.
Molana sahb batate hain ke kis tarah pichli tamam ilhami kitabein (Torat, Zaboor, Injeel) waqt k sath tabdeel hogayein, lekin Quran Majeed aaj bhi bagair kisi kami beshi aur zer zabar ke bilkul usi tarah mehfooz hai jaise nazil hua tha. Is ummat ne isko sambhal ke rakha hai.
Agar aap ko ye bayan pasand aaye to video ko Like aur Share zaroor karein, aur mazeed achi videos ke liye hamare channel ko Subscribe karna na bhoolain. JazakAllahu Khairan!
Molana Tariq Jameel, Maulana Tariq Jameel bayan, Tariq Jameel new bayan, Allah k do ehsan, Quran ki hifazat, Quran ka mojza, Islamic short bayan, Heart touching bayan, Emotional bayan Tariq Jameel, Tariq Jameel WhatsApp status, Torat aur Injeel, Quran ka moajiza, Molana Tariq Jameel latest bayan, Islam short video, Quran status, Bayan 2026