दादा गुरूदेव के दीवाने

  • Home
  • India
  • Surat
  • दादा गुरूदेव के दीवाने

दादा गुरूदेव के दीवाने सदगुरू सुखसागर परम पूज्य भगवान, जिनदत सुरीश्वर युग प्रधान, मणियाले दादा कुशल जिनचंद्र गुणधाम

🌹 Mere Gurudev log karte hain jitni bhi koshish mujhe rulane ki🌹 Aapki bhakti se Mere Gurudev milati hai mujhe takat aur...
18/05/2026

🌹 Mere Gurudev log karte hain jitni bhi koshish mujhe rulane ki🌹 Aapki bhakti se Mere Gurudev milati hai mujhe takat aur bhi jyada muskurane ki🌹 Log sochte Hain Ki main Tut kar bikhar jaaungi 🌹Per Mere Gurudev mujhe pura yakin hai aapki bhakti se main aur bhi jyada nikhar jaaungi🌹 Many gir gir kar khud Ko uthaya Hai 🌹kyunki mujhe pura yakin hai mere Dada Gurudev ka mujh per saya hai🌹 Isliye liye to Mere Dada koi bhi dukh Aaj Tak Mera kuchh bhi nahin bigaad Paya Hai 🌹Charon Dada Gurudev ki Jay🌹 Meri Astha ke Kendra Bindu prakat prabhavi Dada Jin Kushal Suri Gurudev malpura Darbar ke aaj ke darshan🌹🙏❤️

आज सोमवार के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏
18/05/2026

आज सोमवार के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏

🌹 Hey Mere Dada Gurudev Aapke Naam Se Hi Meri Is jindagi Ki subah Hui 🌹Or aapka naam lekar Hi Meri yeh nind khuli🌹 Jab S...
17/05/2026

🌹 Hey Mere Dada Gurudev Aapke Naam Se Hi Meri Is jindagi Ki subah Hui 🌹Or aapka naam lekar Hi Meri yeh nind khuli🌹 Jab Se aapki kripa Pai Hai Maine Is jindagi mein Mere Data 🌹 Tab se mujhe Is jivan Ki Har EK khushiyan Hai Mili🌹 Charon Dada Gurudev ki Jay🌹 Meri Aastha ke Kendra Bindu prakat prabhavi Dada Jin Kushal Suri Gurudev malpura Darbar ke aaj ke darshan🌹❤️🙏

आज के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏
17/05/2026

आज के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏

🌹 Hey Mere Dada Gurudev palake bichhakar main sirf aapka intezar Karti hun🌹 Mere Dada yahi vah gunah Hai Jo main बार-बार...
16/05/2026

🌹 Hey Mere Dada Gurudev palake bichhakar main sirf aapka intezar Karti hun🌹 Mere Dada yahi vah gunah Hai Jo main बार-बार Karti hun🌹 Jalakar apni Hasrat ki rah per Chirag 🌹 Main Mere Dada sirf aur sirf aapke aane Ka intezar Karti hun 🌹Charon Dada Gurudev ki Jay 🌹Meri Aastha ke Kendra Bindu prakat prabhavi Dada jin Kushal Suri Gurudev malpura Darbar aaj ke darshan🌹❤️🙏

आज के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏   #दर्शन
16/05/2026

आज के मालपुरा दादावाड़ी के दर्शन 🌺🌹👏 #दर्शन

🌹 Apne Dada ke Darbar mein jakar Main Khushi Se phool jaati hun🌹 Gam chahe Kitna bhi ho meri Is jindagi mein per main ap...
15/05/2026

🌹 Apne Dada ke Darbar mein jakar Main Khushi Se phool jaati hun🌹 Gam chahe Kitna bhi ho meri Is jindagi mein per main apne Dada ke Darbar mein jakar vah sab bhi bhul jaati Hu🌹 Jo baat batane aati hun Apne dil ki Apne Dada ko vah baat bhi Main Apne Dada Ko dekhkar bhul jaati hun🌹 Khushi itni milati hai mujhe Mere Dada ke Darbar mein jakar Ki Main Apne Dada Se sab kuchh mangna bhul jaati hun🌹 Charo Dada Gurudev ki Jay🌹 Meri Aastha ke Kendra Bindu prakat prabhavi Dada Jin Kushal Suri Gurudev malpura Darbar ke aaj ke darshan🌹🙏❤️

🌹 Mere Dada Gurudev mujhko rulate Hain aur hasate bhi hain🌹 Har Pal Mera Sath Mere Dada hi nibhate hain🌹 Denge Mere Dada...
14/05/2026

🌹 Mere Dada Gurudev mujhko rulate Hain aur hasate bhi hain🌹 Har Pal Mera Sath Mere Dada hi nibhate hain🌹 Denge Mere Dada Gurudev humko vah sab kuchh Jo Ham chahte Hain🌹 Bus Mere Dada Gurudev vah sab kuch dene mein thodi der hi lagate Hain🌹 Namumkin To kuchh bhi nahin Hai Mere Dada Gurudev ke Darbar mein🌹 Mere Dada Gurudev ko acche Man Se Aur sacche Dil Se bus pukarna hi hota hai🌹 Musibat aane per Mere Dada Gurudev sabse pahle aapke hamare samne khade ho jaate Hain🌹 Charo Dada Gurudev ki Jay🌹 Meri Aastha ke Kendra Bindu prakat prabhavi Dada Jin Kushal Suri Gurudev malpura Darbar ke aaj ke darshan🌹🙏❤️

Address

Surat

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when दादा गुरूदेव के दीवाने posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share