20/09/2026
🐾 Ek dard jo woh bata nahi sakta… ❤️
Uski left eye completely bahar aa gayi thi. Humne poori koshish ki uski eye bachane ki, lekin unfortunately hume uski eye remove Surgery karni padi
Kal uski surgery successfully hui, jiska cost ₹12,000 aaya. Abhi uski 22–25 days ki recovery baaki hai, aur surgery + recovery ka estimated cost ₹27,000–₹30,000 hai.
Aaj woh safe hai, treatment mein hai…
lekin uski recovery abhi aapke support par bhi depend karti hai. 🥺
Woh apne liye kuch maang nahi sakta…
isliye aaj hum uski taraf se aapse help maang rahe ha aap jitna bhi contribute kar sakte hain, kijiye.
Aapka chhota sa contribution uske treatment ko continue rakhne mein help karega. ❤️
Please, uski recovery ka saath dijiye.
Usse theek hone ka ek mauka dijiye. 🐾
📍 Rescued from: PCMC
DONATE • SUPPORT • SAVE A LIFE