11/08/2026
❤️ Insaniyat Zinda Hai… bas zarurat hai ek kadam badhane ki!
Kisi ki madad karne ke liye bahut paisa nahi, bas ek nek dil aur madad karne ki niyat chahiye. 🤲
Aaj hum kisi zaruratmand ke liye jo chhota sa kadam uthate hain, wahi kisi ke chehre ki sabse badi muskurahat ban sakta hai. ❤️
🌱 Seva Ki Raah par hamara safar jaari hai —
Neki kijiye, khushiyan baantiye aur insaniyat ko zinda rakhiye. 🙏
👉 Agar aap bhi maante hain ki Insaniyat sabse badi daulat hai, to is video ko Share zaroor karein. Ho sakta hai aapka ek share kisi aur ko bhi kisi ki madad karne ke liye inspire kar de. ❤️
Seva Ki Raah | Insaniyat Zinda Hai 🤲