21/03/2026
تقبل الله منا ومنكم صالح الأعمال 🌙✨
Eid-ul-Fitr Mubarak 🌙😊
Allah Ta’ala hamare roze, namazein, sadaqaat aur tamam nek a‘maal qubool farmaye. 🤲🤲
Yeh mubarak Eid aap aur aap ke ghar walon ke liye sukoon, rehmat aur hamesha rehne wali khushiyan laaye. 🌸
— Mission Awareness Foundation (MAF)