14/04/2026
JASHN-E-SHAH SAQLAIN ALAIH REHMA ke pur-noor mauke par
π Mumbai YMCA Ground
19 April 2026
21wa Mass Marriage ka ehtimam kiya gaya hai.
Is mubarak program ka intezam:
Hazrat Shah Saqlain Academy of India
Managed by: Shah Saqlain Foundation
π Program shaam 6:00 baje shuru hoga,
jismein 31 jodon ka ijtimai nikah (Mass Marriage) anjaam diya jayega.
khidmat-e-khalq ke iss program mein shirkat karke Faizyab ho