AIBA official

AIBA official Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from AIBA official, Nonprofit Organization, Bakhari, Mohanlalganj.

उर्से हुज़ूर सुफिये-मिल्लत 2026,खानकाहे अशरफिया जहांगीरिया बड़ी-सरकार, किछौछा शऱीफ
03/08/2026

उर्से हुज़ूर सुफिये-मिल्लत 2026,
खानकाहे अशरफिया जहांगीरिया बड़ी-सरकार, किछौछा शऱीफ

12th Urs E Muqaddas, Newasy Huzur Mohaddis E Azam Hind Kichhauchhavi, Abul Masaqeen, Huzur Sufi E Millat Syed Jahangir A...
23/07/2026

12th Urs E Muqaddas, Newasy Huzur Mohaddis E Azam Hind Kichhauchhavi, Abul Masaqeen, Huzur Sufi E Millat Syed Jahangir Ashraf Ashrafi Al Jilani
( Radi Allahu Ta’ala Anhu )

Tareekh: 4 & 5 August 2026

KHANKAH E ASHRAFIA JAHANGIRYA BADI SARKAR DARGAH KICHHAUCHHA MUQADDASA

✨ DASTAR-E-FAZILAT MUBARAK ✨Alhamdulillah! 🌹Hazrat Maulana Syed Moinuddin Ashraf Hasan Chishti Ashrafi Aljilani Jamai (C...
14/07/2026

✨ DASTAR-E-FAZILAT MUBARAK ✨

Alhamdulillah! 🌹
Hazrat Maulana Syed Moinuddin Ashraf Hasan Chishti Ashrafi Aljilani Jamai (Chishti Miyan Sarkar) ko Dastar-e-Fazilat ki purkhuloos mubarakbaad.

Allah Ta’ala ilm-e-nafi’, amal-e-saleh, ikhlaas, adab aur khidmat-e-Deen mein roz-afzoon taraqqi ata farmaaye. Aap ki dastar ko izzat, barkat aur qubooliyat ka zariya banaye, aur Ahl-e-Sunnat ki khidmat ki taufeeq hamesha naseeb farmaaye.

Farzand E Ghawth E Azam, Wa Ghawth Ul Alam, Ashraful Ulema, Abul Hasan, Syed Muhammad Ashraf Ashrafi Al Jilani (Janashin...
08/07/2026

Farzand E Ghawth E Azam, Wa Ghawth Ul Alam, Ashraful Ulema, Abul Hasan, Syed Muhammad Ashraf Ashrafi Al Jilani (Janashin-e-Huzur Sufi-e-Millat) Ke Bade Farzand, Hazrat Molana Syed Moinuddin Ashraf Hasan Chishti Ashrafi Al Jilani ko Kichhauchha Muqaddasa Yani “Jame Ashraf” Se Dastaar E Fazilat Ata Ki Jyegi.

Bar-Gah-E-Iradi Mein Khushu-O-Khuzu Ke Saath Dua Hai Ke Allah Rabbul Izzat Is Aane Wali Sa’adat Ko Unke Haq Mein Mutabarrak Farmaye. Unhein Apne Aaba-O-Ajdad Ke Faiz-O-Barakaat Ka Kamil Waris Banaye, Aur Unhein Khanqah-E-Ashrafiya Jahangiriya Ki Roohani Shaan Aur Maslak-E-Ahle Sunnat Wa Jama’at Ki Isha’at-O-Hifazat Ka Ek Mazboot Qila Banaye.

Ameen Bijahi Ashrafil Mursaleen

Tareekh: 13 July / 27 Muharram-ul-Haram
📍 Maqam: Jame Ashraf, Kichhauchha Muqaddasa

Ba-Faiz Roohani :- Ghous Ul Aalam, Mehbub E Yazdani, Tarikus Saltanat, Makhdoom Sultan SYED ASHRAF JAHANGIR SIMNANI ( Ra...
17/05/2026

Ba-Faiz Roohani :- Ghous Ul Aalam, Mehbub E Yazdani, Tarikus Saltanat, Makhdoom Sultan SYED ASHRAF JAHANGIR SIMNANI ( Radi Allahu Ta’ala Anhu )

Urs E Muqaddas :-
Newasy Huzur Mohaddis E Azam Hind, Abul Masaqeen, Sarkar Sayyadi Huzur Sufi-E-Millat, SYED JAHANGIR ASHRAF Ashrafi Al Jilani ( Radi Allahu Ta’ala Anhu )

Date - 4th & 5th August 2026

Minjanib - Ashraf E Simna Academy Wa All India Bazm E Ashraf

Youm E Wiladath Mubarak Sayyadi ♥️
01/04/2026

Youm E Wiladath Mubarak Sayyadi ♥️

Bargaah-e-Karam Sayydna Imam Hussain Alaihissalam
13/11/2025

Bargaah-e-Karam Sayydna Imam Hussain Alaihissalam

Address

Bakhari
Mohanlalganj
226501

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when AIBA official posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share