26/01/2026
🇮🇳 Gantantra Diwas Ki Hardik Shubhkamnaye!
Namaskar Sathiyon, 🙏
26 January sirf ek tareekh nahi, balki humare "Adhikar" aur "Kartavya" ka utsav hai.
Is Gantantra Diwas, Richeva Amani Foundation ka sankalp hai:
✅ Har hath ko kaam.
✅ Har mahila ko samman.
✅ Har ghar ko arthik aazadi.
Aaiye, hum sab milkar ek 'Atmanirbhar Bharat' ka nirmaan karein.
Apko aur apke parivar ko Republic Day ki dher saari badhaiyan! 🇮🇳✨
"Jai Hind, Jai Bharat!"
— Team Richeva Amani