12/04/2026
Har ghar tak rashan pohanchana hamari zimmedari hai 🤲
Aap ka diya hua sadqa, zakat aur donation kisi bhookay ghar ke liye umeed ban sakta hai.
Aaj hi Wada Welfare Trust ke saath mil kar mustahiq families tak rashan bags, food packages aur basic zarooriyat pohanchayein. ❤️
Mil kar bhook ka khatma karein aur insaniyat ka farz ada karein.