30/12/2025
zoisa_foundation Hamara saal Muharram se shuru hota hai. Deen ki pehchan rakhein, naqal na karein."
"Waqt ka guzarna rone ka maqaam hai, jashn ka nahi. Allah se maafi mangein, naye saal ki mubarakbaad mein waqt zaya na karein."
"Musalman ke liye har din Allah ki ibadat ka hai. Ghair-islami tyoharon se bachein."
"Naya saal nahi, naya amal badlein. Allah humein deen ki sahi samajh ata farmaye."