13/06/2026
πΈ Khawateen ki Taleem, Hunarmandi aur Deeni wa Samaji Rehnumai ki taraf ek aham qadam!
Safa Bait-ul-Maal aur Minbar-o-Mehrab Foundation ke ishtirak se Bibi Amina Centre ka qiyam kiya gaya hai.
Yeh markaz khawateen ko deeni taleem, hunar ki tarbiyat, aur samaji rehnumai faraham karega, taa ke woh apni zindagi mein khud-mukhtari aur behtari ki taraf qadam barha saken.
Allah Ta'ala is nek kaam ko qubool farmaye aur isay ummat ke liye baais-e-khair-o-barkat banaye. Aameen. π€²
π Empowering Women Through Education, Skills & Guidance