Fikr Foundation

Fikr Foundation Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Fikr Foundation, Non-Governmental Organization (NGO), Gopalganj.

🌙 Fikr Foundation 🌙
Khidmat • Rehmat • Insaniyat
🌟 Hamare Kaam
1️⃣ Ramzan ke muqaddas mahine mein
Gareeb parivaron ko Sehri, Iftari aur Eid ke kapde faraham kiye jaate hain.
2️⃣ Yateem bachchon ki taleem mein madad
(School fees, kitaabein di jayegi)

21/04/2026

Sadaqa karo… kyunki aane wala waqt aisa hoga jab dene wale honge, lene wala koi nahi 🤲✨
(Fikr Foundation)

21/03/2026

Fikr Foundation ki taraf se aap sabhi ko dil se Eid Mubarak 🤲
Allah se dua hai ke yeh Eid aapke ghar me khushiyan, barkat aur sukoon lekar aaye 🌙✨
Aaiye is Eid par hum sab milkar zaruratmand logon ki madad karein aur mohabbat baantien ❤️






04/03/2026

Zakat sirf farz nahi, zimmedari bhi hai. 🤲
Aapki Zakat kisi bhooke ke liye roti, kisi mareez ke liye dawa aur kisi ghar ke liye sahara ban sakti hai.
Apni Zakat Fikr Foundation ke zariye ada karein aur zaruratmand logon tak madad pohanchane me hissa banein.

WhatsApp: 7091509211










01/03/2026

Fikr Foundation 🤲
खिदमत • तंजीम • बिना सियासत • सिर्फ इंसानियत
इस रमज़ान हमारा टारगेट 🎯
100 ज़रूरतमंद घरों तक राशन किट पहुँचाना।
आइए इस कारवाँ का हिस्सा बनिए
ताकि कोई भूखा न सोए, कोई अकेला न रहे।

28/02/2026

Ramazan special rashion distribution

Address

Gopalganj
841440

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Fikr Foundation posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share