02/03/2023
โค๐๐โค๐๐โค๐๐
๐น โ โ๐Hadees:*"โขIs dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aa jaye to wo Islam par hogi*โ โ โข๐น
๐ฅ๐ณโก๐โคโ๐โฃโ๏ธ๐๐ฉ๐๐น
----
โฆ *Hadith : Is dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aa jaye to wo Islam par hogi*
-----
โฆ RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaye jab tum apne bistar par jao to ye dua padho agar tum isko padhne ke baad raat mein mar gaye to fitrat par yani deen e islam par maroge aur subah ko zinda uthe to sawab milega
*ุงููููููู
ูู ุฃูุณููู
ุชู ูููุณูู ุฅููููููุ ูููููููุถุชู ุฃูู
ุฑูู ุฅูููููู*
*ููููุฌูููุชู ููุฌููู ุฅููููููุ ููุฃููุฌูุฃุชู ุธููุฑูู ุฅูููููู*
*ุฑูุบุจูุฉู ููุฑููุจูุฉู ุฅููููููุ ูุงู ู
ููุฌูุฃู ูููุงู ู
ููุฌูุง ู
ูููู ุฅููุงูู ุฅูููููู*
*ุขู
ููุชู ุจูููุชูุงุจููู ุงูููุฐูู ุฃููุฒููุชูุ ููุจูููุจูููููู ุงูููุฐูู ุฃูุฑุณููุชูโโ*
Allahumma aslamtu nafsi ilaika, wa fauwadtu Amri ilaika, wa wajjahtu wajhi ilaika, wa alja'tu zahri ilaika, reghbatan wa rahbatan ilaika. La malja'a wa la manja minka illa ilaika. Amantu bikitabikal-ladhi anzalta wa Binabiyyikalladhi Arsalta.
-----
โฆ Eh Allah mein apni jaan tere supurd (hawale ) kar di hai aur apna rukh teri taraf mod diya aur apna mamala tere supurd ker diya aur teri panah li teri taraf ragbat ki wajah se aur tujh se dar kar tere siwa koi panah, aur nijat ki jagah nahi mein teri Kitab par iman laya jo tune nazil ki aur tere Nabi Sallallahu Alahih Wasallam par iman laya jo tune bheje
(Sahih Bukhari Jild 8, 7488)