06/08/2026
Alhamdulillah, 12 July ko aap sab ki duaon aur tawun se 3 zarurat mand behnon ki shadi kamyabi se mukammal hui.
Ab 2nd Phase mein is mahine ke aakhri dino mein 3 aur zarurat mand behnon ki ijtemai shadi ka iradah hai.
Ye tabhi mumkin hoga jab aap sab dil khol kar Allah ki raza ke liye taawun karenge. Filhal account mein munasib raqam mojood nahin hai.
Har chhota ya bada tawun ek behan ki nayi zindagi ka sabab ban sakta hai.
Account No: 0551010100001511
IFSC: JAKA0MIRBZR
Branch: Mirbazar