19/03/2026
Maa Durga ke pavan avsar Navratri par,
ARV Foundation (Head Office Prayagraj) sabhi deshvasiyon ko shakti, bhakti aur seva ke is maha parv ki hardik badhai deta hai.
Maa Jagdamba aap sabhi ke jeevan me
sukh, shanti, samriddhi aur sahas ka vardaan dein.
Is Navratri hum sab milkar Seva • Samarpan • Sahyog ke sankalp ko aur majboot banayein aur manavta ki seva me apna yogdan dete rahein.
🙏 Jai Mata Di 🙏
ARV Foundation
Head Office – Prayagraj
Join hands and support humanity