15/06/2026
Rasool Allah ﷺ ne farmaya:
"Afzal sadaqah pani pilana hai."
— Musnad Ahmad 23995
Sabeel lagana aur pyason ko pani pilana Islam mein bohat azeem sadaqah hai. Yeh ek aisa nek amal hai jiska ajar logon ko faida pohanchne tak jari rehta hai.