11/09/2026
"Taleem hamari qaum ke liye zindagi aur maut ka maamla hai. Dunya itni tezi se aage barh rahi hai ke agar hum ne khud ko taleem yafta na banaya, toh hum na sirf peeche reh jayenge, balkey khatam ho jayenge." β Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah π΅π°π
Quaid-e-Azam ka ye farmaan aaj bhi utna hi zaroori hai jitna pehle tha. Unka khwab aik aisi qaum ka tha jahan har shakhs ke paas taleem, hunar aur aage barhne ka moqa ho.
Salam Salma Foundation