10/10/2026
Hunarmand betiyan, roshan mustaqbil!
Binte-Fazal-Jan Welfare Trust Abbottabad ke platform par bachion ko silai aur kadhai ki free tarbiyat di ja rahi hai taake woh apne pairon par khari ho sakein. Aaiye, is nek maqsad mein hamara sath dein aur betiyon ko ba-ikhtiyar banane mein apna hissa dalein.