Central Mohsin E Azam Mission

  • Home
  • Central Mohsin E Azam Mission

Central Mohsin E Azam Mission अम्नो मोहब्बत की छांवो मे खीदमत सुब्हो शाम करे,आओ हमसब मीलजुलकर पैगामे नबीﷺ को आम करे. This Page is Run By Mohsin E Azam Mission Official Team

25/05/2026

❤️ Baghdadi Saiyyan ❤️

Alhamdulillah Aaj Mohsine Azam Mission ki janib se“Askari Rojgar Service” ke tahat30 hath lari mehnatkash bhaiyo ko di g...
24/05/2026

Alhamdulillah

Aaj Mohsine Azam Mission ki janib se
“Askari Rojgar Service” ke tahat
30 hath lari mehnatkash bhaiyo ko di gayi.huzur fazile bagdad saiyed hasan askari saheb ki apil par mission ki janib se rojgar project chalaya gaya hai jisme kul 48 parivaro tak madad pohchai gayi

Yeh sirf ek hath lari nahi…
balki rozgar, izzat aur apne parivaar ke liye behtar mustaqbil ki ek nayi umeed hai.

Allah Ta’ala tamam dene walon, madad karne walon aur is khidmat se jude har shakhs ko behtareen ajr ata farmaaye. Aameen

24/05/2026

*_🏆 KHIDMATE AZEEM KO SARAHA GAYA_*

🏥 SURAT SHAHER KI MASHOOR MULTI-SPECIALITY HOSPITAL YAANI *LAPROCARE HOSPITAL* KI JANIB SE *〽️ohsine 🅰️zam 〽️ission Surat* Ki Medical Field Mai Bepanah Khidmat OR Iske Alawa Dino Samaj Ki Behtari Ke Liye Har Humesha Kuchh Naa Kuchh Anjaam Di Jaane Waali Mahnato,Koshisho Kabisho Ko Madde Nazar Rakhte Hue *Trophy* 🏆 Dete Hue Hosla Afzai Ki Gayi OR Mission Ki Har Tarah Ki Khidmato Ki Sarahna Ki Gayi

🤲🏻 Allah Tabarak Wa Ta'ala *SURAT MISSION* Zariye Isi Tarah Dino Samaj Ki Khidmate Leta Rahe OR Iske Taman Membaraan Ko Humesha *_MISSION KA MAQSAD, KAUM KI KHIDMAT_* Par Amal Karne Ki Taqato Quvvat Naseeb Ataa Farmaae

✍🏻 *〽️🅰️〽️ SURAT 🏆*

23/05/2026

Kal raat ki kuch jhalak.

Mehfil E Dhikr O Naat in presence of...

Huzur Faazil E Baghdad,
SYED HASAN ASKARI
Jaa'nashin E Huzur Mohaddise Azame Hind RA

at...
KHANQAH E AMEER E MILLAT,
BHIWANDI, (Maharashtra)

LIVE  KHANQAH  E AMEER E MILLAT BHIWANDI HUZOOR FAZIL-E-BAGHDAD PEER SYED HASAN ASKARI ASHRAF ASHRAFI UL JILANI JANASHIN...
22/05/2026

LIVE KHANQAH E AMEER E MILLAT BHIWANDI

HUZOOR FAZIL-E-BAGHDAD
PEER SYED HASAN ASKARI ASHRAF ASHRAFI UL JILANI

JANASHINE HUZOOR
MOHADDIS-E-AZAM WA

JANASHIN E HUZOOR
AMEER E MILLAT WA

JANASHIN E HUZOOR
SUFIYE HIND.

LIVE  SANGAMNERMOMINPURA MASJID HUZOOR FAZIL-E-BAGHDADSYED HASAN ASKARI ASHRAF ASHRAFI UL JILANI  JANASHINE SEH MEHBOOBA...
21/05/2026

LIVE SANGAMNER

MOMINPURA MASJID

HUZOOR FAZIL-E-BAGHDAD
SYED HASAN ASKARI ASHRAF ASHRAFI UL JILANI

JANASHINE SEH
MEHBOOBAN

Islamic tradition aur Sahaba ke biographical accounts ke mutabiq, Hazrat Safina (RA) ka samna ek sher (lion) se us waqt ...
21/05/2026

Islamic tradition aur Sahaba ke biographical accounts ke mutabiq, Hazrat Safina (RA) ka samna ek sher (lion) se us waqt hua jab wo ek safar ke dauran rasta bhatak gaye the.

Jab wo us jungli darinde ke aamne-saamne aaye, toh wo darr kar bhage nahi. Iske bajaye, unhone pure yakeen aur mukammal dilerie ke sath sher ko mukhatib kiya, aur Allah ke Nabi ﷺ ke sath apne rishte ke zariye apna taaruf karwaya.

Unhone sher se kaha:

"YA ABA AL HARITH, ANA SAFINATO MAULA RASULALLAH ﷺ"
(O Abu al-Harith, main Safina hoon, Allah ke Rasool ﷺ ka ghulaam).

Phir Kya Hua?

Nabi-e-Kareem ﷺ ka mubarak naam sunte hi, sher ka gusse wala aur khun-khwar mizaj pal bhar me badal gaya.

Classical scholars jaise Al-Hakim (Al-Mustadrak) aur Imam Al-Bayhaqi (Dala'il al-Nubuwwah) ki riwayaton ke mutabiq:

Sher ne apna sar neeche kar liya, apni doom (tail) hilane laga, aur bina kisi dushmani ya khatre ke Hazrat Safina ke bilkul kareeb aa gaya.

Usne apne kandhe se unhe halka sa nuj (push) kiya, aur us ghane, anjaan jangal ke beech se unhe rasta dikhane laga.

Sher unke sath-sath tab tak chalta raha jab tak ki wo ek jaane-pehchane raste ya sadak tak nahi pahunch gaye.

Jab Hazrat Safina mehfooz ho gaye, toh sher ne ek halki si dahaad maari—jise Hazrat Safina ne alvida kehne ka uska tariqa bataya—aur wapas jangal ki taraf laut gaya.

Address

Beside Hazrat Khwaja Dana RA Dargah, Gopipura

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Central Mohsin E Azam Mission posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Central Mohsin E Azam Mission:

  • Want your organization to be the top-listed Non Profit Organization?

Share