Maa kali

Maa kali This Facebook account put up by a Kali Bhakta for the benefit of the Bhaktas visiting Kalibari templ

Bhakto yeh Mandir kuch 55,60 saal purani hai yaha par jo mata ki PRATIMA hai wo

PRATIMA aaprupi hai jab yah PRATIMA patal se nikli thi tab yah PRATIMA lagbhag

(2fit) kit thi par aab yahi PRATIMA (6fit) ki ho gayi hai iss mandir ki mahima itni hai ki

aap yaha par sacche maan se jo

kuch v mango wo Mata jarur pura karti hai aaj tak yaha par jo v aaya wo khali haat nahi

lota yaha. (MATA ke s

abhi bhakto se yah nivedan hai ki aap apna 1 ghanta mata ke mandir par

Bitaye kisi ko koi v duk ya kasta hai wo Mata jarur harengi yaha par sandhya 6 baje se

Mata ki aarti hoti hai sabhi Bhakto se yah nivedan hai ke jo bhakt SIVASAGAR nagri

mein rehete hai apna kuch samay nikal kar Sandhya aarti ke waqt jarur aaye dhanyawad)

Prem se boliye Jai Mata Di………………….

Address

Sibságar Road
Sibságar Road
785640

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Maa kali posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share