09/05/2026
🌫️ Govandi Ki Saaf Hawa Ka Sawaal 🌫️
Saalon se Govandi ke log dhuaan, zehreeli hawa aur beemariyon ka bojh utha rahe hain.
Bachchon ka mustaqbil, buzurgon ki sehat aur aam awaam ki zindagi khatre mein hai.
❓ Aakhir Govandi ki SMS Company kab band hogi?
❓ Kya sirf vaade hi milenge ya haqeeqi action bhi hoga?
📢 Ab waqt aa gaya hai ki zimmedaar log jawab dein.
Govandi ke log saaf hawa chahte hain, sehatmand zindagi chahte hain.
✊ Saaf hawa hamara haq hai!
✊ Govandi saans lena chahta hai, zinda rehna chahta hai!
💬 Aapki rai kya hai? Comment karke apni awaaz buland karein.
Abu Asim Azmi Ateeque Ahmed Khan