Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari Dard Bhare Shero Shairy Aour Songs

27/07/2026
Hum Jee Rahe Hain Jaan Tumhare Bagair BhiHar din guzar raha hai guzare bagair bhiSab ke liye kinare peh hota nahi koiKuc...
18/05/2026

Hum Jee Rahe Hain Jaan Tumhare Bagair Bhi
Har din guzar raha hai guzare bagair bhi

Sab ke liye kinare peh hota nahi koi
Kuch log dobtay hain pukare bagair bhi

Jeete bagair jeetne walon ke dour mein
Kuch log haar jatay hain haray bagair bhi

Aise bhi hain jo doob gaye dil ke sath sath
Darya mein apni nao utaray bagair bhi

Hum jee rahe hain jaan tumhare bagair bhi
Har din guzar raha hai guzare bagair bhi

05/12/2025

उदासी, शाम, तन्हाई, कसक, यादों की बेचैनी
**********
मुझे सब सौंप कर सूरज उतर जाता है पानी में।

Address

Kolkata

Telephone

+966507365225

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dard Bhari Shayari posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Dard Bhari Shayari:

Shortcuts

Share