Q.E.C School

Q.E.C School QEC School came into existence with a motive of imparting best education in our locality with customization according to local environment.

04/03/2026
12/02/2026

Admission for session 2026-27 is now open

हज़ार बर्क़ गिरे लाख आँधियाँ उट्ठें वो फूल खिल के रहेंगे जो खिलने वाले हैं Allahumdullilah, Two girls from waiting list ...
13/09/2024

हज़ार बर्क़ गिरे लाख आँधियाँ उट्ठें

वो फूल खिल के रहेंगे जो खिलने वाले हैं

Allahumdullilah,
Two girls from waiting list finally made to selected list.

Allah ka shukr aur Bacchiyon ko aur unke Parents aur puri QEC family ko mubarak baad.
Aap tamam logon ki dua se aur bacchon k mehnat se in do bachchiyon ka final seelction ho gaya hai.

1) Mantasha Khatoon d/o Aftab Khan, Usia
2) Qamar talat D/o Imran khan, Dildarnagar Gao
𝐇𝐚𝐫 𝐬𝐚𝐚𝐥 𝐐𝐄𝐂 𝐞𝐤 𝐧𝐚𝐲𝐚 𝐫𝐞𝐜𝐨𝐫𝐝 𝐛𝐚𝐧𝐚 𝐫𝐚𝐡𝐚 𝐡𝐚𝐢, 𝐚𝐮𝐫 𝐢𝐬 𝐬𝐚𝐚𝐥 𝐭𝐨 𝐚𝐩𝐧𝐞 𝐥𝐢𝐲𝐞 𝐡𝐢 𝐞𝐤 𝐧𝐚𝐲𝐚 𝐛𝐞𝐧𝐜𝐡𝐦𝐚𝐫𝐤 𝐬𝐞𝐭 𝐤𝐚𝐫 𝐝𝐢𝐲𝐚.

Aap tamam logon ki dua se aur allah k karam se ek badi tadaat me bachchein ab qualify karne lage hain AMU, Jamia aur Navodaya me.

29/08/2024

Allahumdullilah!

Pado Jamia Zinda baad lado Jamia Zindabad.
Aap sabse batate hue badi khusi ho rahi hai ki
4 girls of QEC got selected in class xi in Jamia Millia Islamia

1- 𝐙𝐞𝐞𝐧𝐚𝐭 𝐊𝐡𝐚𝐭𝐨𝐨𝐧 (𝐂𝐨𝐦𝐦𝐞𝐫𝐜𝐞) - Usia
𝟐) 𝐐𝐮𝐦𝐚𝐫 𝐓𝐚𝐥𝐚𝐭 (𝐂𝐥𝐚𝐬𝐬 𝐗𝐈-𝐀𝐫𝐭𝐬)- Dildarnagar Gao
𝟑) 𝐋𝐚𝐢𝐛𝐚 𝐊𝐡𝐚𝐭𝐨𝐨𝐧 (𝐂𝐥𝐚𝐬𝐬 𝐗𝐈-𝐂𝐨𝐦𝐦𝐞𝐫𝐜𝐞)- usia
𝟒) 𝐖𝐚𝐫𝐢𝐬𝐡𝐚 𝐊𝐡𝐚𝐭𝐨𝐨𝐧 (𝐂𝐥𝐚𝐬𝐬 𝐗𝐈- 𝐂𝐨𝐦𝐦𝐞𝐫𝐜𝐞) - Gorasara

Proud moments for whole kamsaar-o-bar that girls from village and have done preperation from village itself and getting admission in prestigious intitution like 𝐀𝐌𝐔, 𝐉𝐚𝐦𝐢𝐚 𝐚𝐧𝐝 𝐍𝐚𝐯𝐨𝐝𝐚𝐲𝐚 𝐕𝐢𝐝𝐲𝐚𝐥𝐚𝐲𝐚.

Is saal 25 bachchon se bhi zyada ka list ho gaya hai allahumdullilah.
Aaap sab ke duwaon ka asar hai aur Teachers, bachchon aur parents ka mehnat.

Pervez Khan
QEC SCHOOL USIA

Allahumdullilah! waiting time for waiting is over for𝐐𝐀𝐌𝐀𝐑 𝐈𝐑𝐅𝐀𝐍 s/o MD IRFAN KHAN RamawalCongratulation QECC Champ for ...
27/07/2024

Allahumdullilah!
waiting time for waiting is over for
𝐐𝐀𝐌𝐀𝐑 𝐈𝐑𝐅𝐀𝐍 s/o MD IRFAN KHAN Ramawal
Congratulation QECC Champ for qualifying 𝐀𝐌𝐔 XI Arts & com.
Inshallah he will perform his best in his future.
Ab tum bhi keh sakte ho ye mera cham hai ye mera chaman mai apne chaman ka bulbul hoon.
Qamar Irfan, unke parents/guardian, QEC k teachers aur aap sabhi kamsaarwasiyon ko bhi mubarak.
13 got final selection and and few are in waiting in AMU.

Md Pervez Khan
QEC SCHOOL USIA

Allahumdullilah! waiting time for waiting is over for ZEESHAN HAIDER s/o NUMAN HAIDERCongratulation QEC Champ for qualif...
27/07/2024

Allahumdullilah!
waiting time for waiting is over for
ZEESHAN HAIDER s/o NUMAN HAIDER
Congratulation QEC Champ for qualifying 𝐀𝐌𝐔 𝐃𝐈𝐏𝐋𝐎𝐌𝐀 𝐄𝐍𝐆.
He was one of the best footballer of QEC, and now inshallah he will perform his best in academics too by getting admission in one of the best institute and my alma mater.
Ab tum bhi keh sakte ho ye mera cham hai ye mera chaman mai apne chaman ka bulbul hoon.
13 got final selection and and few are in waiting in AMU.

Allahumdullilah! waiting time for waiting is over for Ayan Khan s/o SaifuddinCongratulation QEC Champ for qualifying AMU...
27/07/2024

Allahumdullilah!
waiting time for waiting is over for Ayan Khan s/o Saifuddin

Congratulation QEC Champ for qualifying AMU Class XI- Arts and commerce.

He was one of the best footballer of QEC, and now inshallah he will perform his best in academics too by getting admission in one of the best institute and my alma mater.

Ab tum bhi keh sakte ho ye mera cham hai ye mera chaman mai apne chaman ka bulbul hoon.

13 got final selection and and few are in waiting in AMU.

Allahumdullilah!Ek aur 𝐐𝐄𝐂𝐢𝐚𝐧 ka hua admission AMU-XI commerce me.𝐅𝐚𝐫𝐡𝐚𝐧 𝐉𝐚𝐦𝐞𝐞𝐥 𝐊𝐡𝐚𝐧𝐒/𝐎 𝐉𝐚𝐦𝐞𝐞𝐥 𝐀𝐡𝐦𝐞𝐝 𝐊𝐡𝐚𝐧 Jameel KhanAll...
20/07/2024

Allahumdullilah!

Ek aur 𝐐𝐄𝐂𝐢𝐚𝐧 ka hua admission
AMU-XI commerce me.

𝐅𝐚𝐫𝐡𝐚𝐧 𝐉𝐚𝐦𝐞𝐞𝐥 𝐊𝐡𝐚𝐧
𝐒/𝐎 𝐉𝐚𝐦𝐞𝐞𝐥 𝐀𝐡𝐦𝐞𝐝 𝐊𝐡𝐚𝐧
Jameel Khan

Allah is bachche ko khoob tarakki dein.

Farhaan, inke parents, specially Jameel Khan bhai, QEC k teachers aur aap sab ko bhi mubarakbaad.

Abhi kai bachchein waiting me hain aur kai bachchon ne admission le liya hai pura list final list k baad update karunga inshallah.

Pervez Khan
QEC SCHOOL USIA

Allahumdullilah!List of students selected and in waiting list of  𝐀𝐌𝐔 𝐂𝐋𝐀𝐒𝐒 𝐗𝐈- 𝐀𝐫𝐭𝐬 𝐚𝐧𝐝 𝐂𝐨𝐦𝐦𝐞𝐫𝐜𝐞.QEC SCHOOL ka is baar ...
03/07/2024

Allahumdullilah!
List of students selected and in waiting list of 𝐀𝐌𝐔 𝐂𝐋𝐀𝐒𝐒 𝐗𝐈- 𝐀𝐫𝐭𝐬 𝐚𝐧𝐝 𝐂𝐨𝐦𝐦𝐞𝐫𝐜𝐞.
QEC SCHOOL ka is baar ka performance har baar se behtar raha hai, iske peeche active parenting/guardianship, QEC k teachers ka mehnat aur sabse ahem bachchon ka aware hona aur padhai ko serious lena.
List of selected and waiting list
1) Chandni Khatoon d/o Jamil Khan (Usia)
2) Aquib khan s/o Ibrar khna (Usia)
3) Qumar Talat d/o Imran Khan (Dildarnagar Gao)
4) Qamar Irfan S/O Irfan Khan (Ramawal)
5) Aisha Khatoon d/o Sadruddin Shah (Gorasara)
6) Ayan Khan S/O Saifuddin (Sikariya)
QEC School aap tamam parents/gurdian, QEC School k teachers aur bachchon k haq me dua karne walon ko mubarakbaad pesh karta hai.
Iske alawa abhi QECians ka list jisme 5 bachchiyan waiting me hai Jamia Millia Islamia aur UP Polytechnic me top performers ka bhi baki hai. Aap logon k dua se is baar ek bacht me itne bachche itni achchi jgeh gaye hai ye ek record hi hai.
Allahumdullilah!
Pervez Khan
QEC SCHOOL USIA

28/06/2024

abhi tak jo maine check kiya hai 8 bachchon ka Provisional selection NVS Navodaya Vidyalaya me ho chuka hai .....

𝐐𝐄𝐂𝐢𝐚𝐧 𝐧𝐞 𝐇𝐢𝐬𝐭𝐨𝐫𝐲 𝐂𝐫𝐞𝐚𝐭𝐞 𝐤𝐚𝐫 𝐃𝐢𝐲𝐚 𝐇𝐚𝐢

Allahumdullilah! sab allah ka karam hai
Detail with photo baad me share karta hoon

Address

QEC SCHOOL
Ghazipur
232330

Telephone

+918750400628

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Q.E.C School posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share