श्याम सांवरिया परिवार ट्रस्ट - रजि.,पांडव नगर दिल्ली -92

  • Home
  • India
  • Delhi
  • श्याम सांवरिया परिवार ट्रस्ट - रजि.,पांडव नगर दिल्ली -92

श्याम सांवरिया परिवार ट्रस्ट - रजि.,पांडव नगर दिल्ली -92 JAI SHREE SHYAM!! This page is all about the kalyug avatar of Lord Shree Krishna Known as "Baba Shyam" or "Khatu Shyam".

Shree Shyam Sawariya Parivar Trust (Reg.), 2008 mai Baba Shyam ki kripa se isthapit ki gayi hai, jo ki Baba Shyam ki sewa hetu karya karti hai.

************"SHREE SHYAM SANKIRTAN***********

# Har mahine k antim somvaar shaam 8 bje se prabhu ikccha tak Shree Shyam sankirtan ke dwara prabhu ki Bhakti avam baba k 56 bhog or radha rasoi anand ka uthaye.

# Kirtan me aane wale bhakt baba k alaukik

shringar. tejasvi sheesh, 56 bhog, divya jyoti ka anand uthaye.

# Baba k bhavya darbar me baba k bhajno dwara baba ka gun-gan kiya jata h.

****NI- SHULKA BUS SEWA "KHATU SHYAM****

# Baba ke darshan hetu mahine ke pehle itwar ko ratri 0900 bje Ni-Shulka bus sewa "Shree Radha Krishna Mandir" Pandav Nagar, Delhi se "Khatu Shyam Ji" ke liye prasthan karti hai.

# Yatra ke antargat yaatriyon ke liye vishesh sewa ka prabandh rehta hai.

Address

C-22
Delhi
110092

Telephone

+91-9810889688

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when श्याम सांवरिया परिवार ट्रस्ट - रजि.,पांडव नगर दिल्ली -92 posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to श्याम सांवरिया परिवार ट्रस्ट - रजि.,पांडव नगर दिल्ली -92:

Shortcuts

Share